Dar Lagne laga hai ab raaston par
kahin unse mulakat na ho jaye
unse kuchh bolu ya nazare fer lu
yaise halat na ho jaye
Ruthne manane ki ab umar rahi nhi
Unhe hamari,hume unki fikar rahi nhi
Humm unse kabhi muh bhi mode lenge
Ye baat bhi gale se utar rahi nhi
Tujhe khone ka dar lagta hai mujhe
Ab to khula asman bhi apna ghar lagta hai mujhe
Mujhe ummidon ki kiran kahin kyon nazar aati nhi
jabki Roshni se chakachaundh ye shahar lagta hai mujhe
Mere hoth sile hain, khol pata to kah deta
Drad kiska jyada hai, tol pata to kah deta
Mazboor-e-dil ko sirf sunane ki aadat hai
Kash ye kuchh bol pata to kah deta
Mera dil todne ka,koi apne sar ilzam le le
Meri khushi,mera subah,meri sham le le
Khushi se fir dil laga lunga dobara
Bas is bar dard kam hone ka name le le
Dil to dil tha magar
Zarra zarra jal gaya hai ye
Ab to log bhi kahne lage hain
Badal gaya hai ye
Main to kahta hoon har bar chot khakar
Ab khud hi sambhal gaya hai ye
Bematlab ki mohabbat ko khatam karke dikhaynge
Dil ke dard ko kam karke dikhayenge
Ishq to sabne kiya hoga
Kuchh alag karke hum dikhaynege