Modi ji, 2019 me aapko jana hoga
Apne hatho se hume Bharat ko mitana hoga
Yaisa nahi hai ki ye pahli baar hoga
Unke paas kayi hatiyar hoga
kabhi dalit to kabhi kisi aur pe atyachar hoga
Ye sab kuchh Modi ne kiya hai,yaisa prachar hoga
Aapke khilaf sara zamana hoga
Modi ji, 2019 me aapko jana hoga
Aap to vikas ki baat karenge
Ve dusre muddo ki barsat karenge
Aap 2022 bolenge, ve 2002 aur Gujarat karenge
Aap China se loha lenge,ve unse mulakat karenge
Unki karni ka mol aapko chukana hoga
Modi ji, 2019 me aapko jana hoga
Media har tarah se sabko pareshan karega
Har issue me wo Hindu-Musalman karega
Bharat ke tukde karne walo ka gungan karega
Aapke har virodhi ka wo samman karega
Yaise bhrasht media se mushkil bach pana hoga
Modi ji, 2019 me aapko jana hoga
Kaun chla payega ye desh aapse behtar?
Kaun uthayega ye jimmedari aage badhkar?
Ek Gandhi parivar hai,jo samajhta hai sabko apna naukar
Rakh denge ve iss desh ko pura badalkar
In sawalo se bhi 2019 me takrana hoga
Yaise kaise 2019 me Modi ji ko jana hoga

No comments:
Post a Comment